Wednesday 23 December 2009

Hindi Poems

Hindi poems
Girish Joshi

1.
Chot kha kar bhi yaro dil se duaa hi nikali hai
hath hamane jab uthaya, dil se sada hi nikali hai
2
Jaga hun tadapa hun aansu bhi nikale hai
kee chand ki chahat to chandani se jale hai
3
koi jab nahin hai yahan, kaun
sune?
kolahal bhara hai jahan, kaun sune?
chutti se abhi lautata
hun kaha tha
khuda bhi gaya hai kahan, kaun sune
4
pyar aankhon me sapan bharata hai
pyar sanso me tapan bharata hai
pyar dharati par svarg le aata
milan hone se lagan

No comments:

Post a Comment